Radhe Radhe Didiji , Guru Poornima par shri Maharajji par prakash poonj avam vatavaran ko divya chinmaya banana aapse bhala kaun samjha sakta hai , Bahut bahut Dhanyawad , Guru Charno aur unke jano ko koti koti Pranipat/pranam.
राधे राधे मैंने फर्स्ट बार दीदी का प्रवचन 2014 में साधना टीवी चैनल पर देखा था वंडरफुल है महाराज जी का फिलासफी ऐसा प्रवचन मैंने पहले कभी नहीं सुना था कही जाता प्रवचन सुनने और मैं बोर हो जाता था पर अब दीदी का प्रवचन महाराज जी का फिलॉसफी जब मैं सुना तो सुनने से मन ही नहीं हटता
Today I have got this link and read about Maharaj ji which is written by Didi ji…
Today , I have experienced the unlimited happiness of Guru Sharanagati…
Maharaj ji always takes care of us in every situation in any way….If we increase our curiosity, then somehow, we will not know, how he will show a path to that Sadhak…
Thank you…
Radhey Radhey
???
Parkiari Didiji ko hriday se koti koti pranaam.
Guru Poornima 2021 bhi mana liya , Ab Raksha Bandhan aaya hai 22 Aug 21 , humari pyari Didi , hume isi prakar bhakti maarg par teevra gati se aage badhaye, kyonki hum sab kalyugi jeev hai aur kab mauka haath se nikal jaye, yeh bhi hari-guru ne chipaya hai. Isliye Didiji ke is Sharnagati pravachan se bahut achi seekh mili hai aur main Hari-Guru ke charno mein koti koti pranam/pranipaat karta hoon ki hume sadhna bhakti karne mein Parikari Didiji dwara bataye gaye saral maarg par sheeghraatisheegra aage badhna chahiye , aisi kalpana karte hue Rakshabandhan mein Didiji ka aur Hari-Guru ka smaran karte hue Rakhi bandhwa raha hoon , (mansik roop aur sewa se) kyonki Corona ki wajah se pratyaksh darshan to nahi ho payenge.
Radhe Radhe
Happy Raksha Bandhan to all satsangees.
Satish Joshi
Very inspired lecture for sadhak those who want to attend god and guru grace.
Seta Harbajan ..Radhey Radhey ..Can zip please have translation of some of Didis lectures in English.
Thank you!